Labon Ki Hasi Tere Nam
Kar Denge
Har
Khushi Tujh Par Qurban Kar Denge
Jis
Din Hogi Kami Meri Dosti Me
Zindagi
Ko Maut Ke Naam Kar Denge
Humne
Jab Muhabbat Ka Paigaam Diya
Muskurakar
Unhone Apna Dil Tham Liya
Jhuk
Gayi Nazrein Meri Unki Is Ada
Par
Kehne
Lage Ab Humne Dil Ka Raaz Jaan Liya
PHOOL
Bankar Muskurana Zindagi Hai..
MUSKURA Ke Gum Bhulana Zindagi Hai..
Mil Kar
Khush Hue To
Kya Hue..
Bina
Mile Rishte Nibhana Zindagi Hai..
Meri
Zameen Ko Banata Hai Aasman Koi,
Hua Hai
Meri Muraadon Pe Meherbaan Koi,
Vo Sunn
Rahi Thi Haya Se Nazar Jhukaye Hue ,
Suna
Raha Tha Use Meri Dastaan Koi.
Jheel
To Jheel Huwi.....
Is Main
Pathar Bharna Kiya.....
Kiya
Kiya Sochti Rehti Hoon....
Tu Mil
Jaye Warna Kiya
Wo Mera
Tha Ye Batana Ajeeb Lagta Hai,
Ab Usse Aankh Milana Ajeeb Lagta Hai,
Jo Mera Zindagi Me Kabhi Bhi Na Ho Payega,
Ab Uska Khwaab Me Aana Ajeeb Lagta Hai.
Ye
Zindagi Bhi Na Jaane Kitne Mod Deti Hai,
Har Mod
Pe Naye Sawaal Deti Hai,
Dhundhte
Rehte Hain Hum Jawaab Zindagi Bhar,
Jab
Jawaab Mil Jaye To Sawal Badal Deti Hai.
Gam-
E-Ulfat Main Hum Had Se Gujar Gaye,
Ki Unke
Isqe Main Hum Deewane Ban Gaye,
Humne
To Sunai Thi Apni Daastain-E-Dil Unko,
Vo
Zalim Samjhe Gazal Aur Wah Wah Kar Gaye
Zalim
Ye Khamoshi Bejaan To Ho,
Ikraar
Nahi Inkaar To Ho,
Ik Aah
To Nikle Tod Ke Dil,
Nagma
Na Sahi Jhankaar To Ho.
Humne
Manga Tha Saath Unka
Woh
Judai Ka Gam De Gaye
Hum
Unki Yaado Ke Sahare Ji Lete
Par Woh
Bhul Jaane Ki Kasam De Gaye
For more Shayeris click here below:
Shayeri - 2
Shayeri - 3
Shayeri - 4
Shayeri - 5
No comments:
Post a Comment